246 poems · 41 poets
Sach ko phela kar jhoot ko mitata rahon ga Haq ke liye lar kar baatil ko harata rahon gaBuraiee se bachcho ga khud doosron ko bhi bachaoo ga Naik kaam karoon ga achhai phelata rahon ga
Roz Taaron Ko Numaish Mein Khalal Parta Hai Chand Pagal Hai Andheray Mein Nikal Parta HaAik Dewana Musafir Hai Meri Aankhon Mein Waqt Be Waqt Thehrta Hai Chal Parta Hai
Raste ka intikhab zurori sa ho gaya Ab ekhtataam baab zurori sa ho gayaHum chup rahay to aur bhi ilzaam aaye ga Ab kuch nah kuch jawab zurori sa ho gaya
Bholi hui sada hon mujhe yaad kijiye Tum se kahin mila hon mujhe yaad kijiyeManzil nahi hon khizr nahi rahzan nahi Manzil ka rasta hon mujhe yaad kijiye
Mil gaya sab kuch jahan mein tumhain panay ke baad Kya, kuch aur baqi hai sochta hon tumhain panay ke baadYeh kis neki ka sila hai, rab ki ataa hai mujh par Ke likh diya meri qismat mein tumhe bananay ke baad
To chahta hai main tera wafa daar banon Mein kyonkr ishhq kar ke tera azadar banonKya mein bhi –apne dil ko dao par laga dun Kya mein bhi anjuman ishhq ka raza kar banon
Ae kash kabhi woh waqt aeye Mein daur kahin kho jaoonWoh dhoonday mujh ko nagar nagar Mein phir nah kabhi usay mil paon
Muashray ki bandishon ne hamein nakara kar diya Tumhe kisi aur ka aur hamein tumhara kardiyaTo khud to ho gayi pakizgee ka paiker Logon ke saamna hamein aawara kar diyaAb kuch nahi bacha is haqeer ki jholi mein Dil hi tha woh bhi tairay naam sara ka sara kar diyaTeri be wafai ki mein kya daad doun ke Mujhe bhi sath rakha aur usay bhi ishara kar diya
Ab Ke Ham Bichre Tu Shayad Kabi Khwabon Mai Milain Jis Tarah Sukhe Hoye Phol Kitabon Mai MilainDhond Ujre Hoye Logo Mai Wafa K Moti Ye Khzane Tuje Mumkin Hai Khrabon Mai Milain
Us Kaa Chehra Bhi Hai Usi Ki Terhan Maghroor Koi Dekhe To Kaisay Woh Rehta Hai Sab Se DaurLagta Hai Ho Bah Ho Usi Tajallii Jaissa Jis Se Jal Gaya Ho Ga Koh-e Toor
Kyu Pochta hai mujhse yeh an gina't sawal Jab bhi aata hai mere dil mein yu Tera KhayalKyu kar gya muntazir, kiya jina mera muhaal Jab bhi aata hai mere dil mein yu Tera Khayal
Aaj Thi Zaroorat Kisi Yaar Ki Kisi Apne Kisi Gham Khaar KiKis Tarap Mein Bahe Ansoo Kami Thi Shayad Pyar Ki
Chal Urr Ja Ray Panchhi Ke Ab Yeh Dais Sun-hwa Be Ganah Chal Urr Ja Ray Panchhi...Khatam Hue Din Is Daali Ke Jis Par Tera Basera Tha Aaj Yahan Aur Kal Ho Wahan Yeh Jogi Wala Phera Tha Yeh Teri Jageer Nahi Thi Chaar Gharri Ka Dera Tha Sada Raha Hai Is Duniya Mein Kis Ka Aabb O Dana Chal Urr Ja Ray Panchhi Ke Ab Yeh Dais Sun-hwa Be Ganah Chal Urr Ja Ray Panchhi...
Ik Buraii Ke Asaib Mein Hon Mubtala Dhoondata Hon Wohi Chehra, Jo Nah MilaRashk Uss Par, Jis Ney Paaya Unhen Unke Chahanay Walon Se Kya Gilla
Saal Ha Saal Guzartay Yaad E Janan Mein Hum Khud Ko Rahay Ujartay Yaad E Janan Mein HumMushkil Nah Ho Yaad Karne Mein, Jaun Ki Terhan Uska Chehra Rahay Abharte Yaad E Janan Mein Hum
Mere Lafz Nahi Muhtaaj Kisi Soorat Ke Mein Likhta Hon Faqat Haal Seerat KeMein Ny Gava Diye Sabhi Dost Apne Ab Sath Mehez Log Hain Zaroorat KeSukoon Darkaar Nahi, Apna Hi Hon Dushman Chahiye Lamhay Wohi Jo They Musarrat KeDil! Nikalay Gaye Jis Imarat Se Hum Uthaiye Hue Hain Boojh Usi Imarat Ke
Wo Kehty Hain Ke Aagay Sunaon Main Keh Deta Hon Ke Phir Kabhi Wo Kehty Hai Ke Kuch Tu Bataon Main Keh Deta Hon Ke Phir KabhiJab Hoti Hai Dil Main Hasrat Jab Hoti Hai Jisam Main Quwat Phir Hath Aata Bhi Hai Kaghaz Par Qalam Keh Deti Hai Phir Kabhi
Koi Mere Liye Tujhsa Nahi Tha Sitam Ye Hai Tu Hi Apna Nahi ThaBagair Uske Mujhe Jeena Padega Kabhi Meine To Ye Socha Nahi ThaMeri Aankho Ka Dhoka Tha Yaqeenan Kabhi Bhi Ishq Ye Sachha Nahi ThaYe Raaste Har Qadam The Saath Mere Mein Tanha Ho Ke Bhi Tanha Nahi ThaZamane Ke Liye Hoga Wo Mohsin Mere Haq Mein Kabhi Acha Nahi ThaMuqaddar Ban Gaya Zamreen Wo Hi Jise Meine Kabhi Chaha Nahi Tha
Ishq Par Geet Likhon Kyun Kar, Ishhq Mein Raha Suror Nai Sur Taal Ke Nashay Mein Jhoom Uttha, Charha Koi Fatoor NahiMeri Haalat Par Nah Taras Kha, Ke Abhi Jaan Se Guzarna Hai Khudi Bana Rakhi Hai Yeh Haalat Apni, Musawir Ka Qasoor Nahi
Zakhmi Hai Dil Magar Dawa Ki Talabb Nahi Khuhsi Gawara Nahi Haan Kisi Sabab NahiMaliye Magar Zara Katra Kar Milein Huzoor Ab Munkar-e Wafa Hon Wohi Ba Adab NahiMartay Hain Roz Kayi Log Raah E Wafa Mein Yun Unkee Qabar Par Koi Naam Nahi Kutba Nasb Nahi
Showing 120 of 246