The ghazal
Read it in Urdu script-
To chahta hai main tera wafa daar banon Mein kyonkr ishhq kar ke tera azadar banon
-
Kya mein bhi –apne dil ko dao par laga dun Kya mein bhi anjuman ishhq ka raza kar banon
-
Tera ishhq bhi duniya ki terhan faani hai Mein kyonkr hussain ko chore kar tera azadar banon
-
Mein maanta hon tera husn houron se kam nahi hai Magar mein nahi chahta ke ghalib ki terhan be car banon
-
Tumhari qisam janan mein dil ka sakht nahi hon Magar mein nahi chahta ke teri terhan riya car banon
-
Tujhe faqat mujh se hi nahi mere yaaron se bhi gilah hai Mein kyonkr –apne yaaron ko chore kar be yaar o madadgaar banon
-
Bura samjhay meer tujhe yeh ho nahi sakta Magar tujhe chaah kar mein kyonkr gunah gaar banon
Submitted by Mushaf Ali Mir


