The ghazal
Read it in Urdu script-
Zakhmi Hai Dil Magar Dawa Ki Talabb Nahi Khuhsi Gawara Nahi Haan Kisi Sabab Nahi
-
Maliye Magar Zara Katra Kar Milein Huzoor Ab Munkar-e Wafa Hon Wohi Ba Adab Nahi
-
Martay Hain Roz Kayi Log Raah E Wafa Mein Yun Unkee Qabar Par Koi Naam Nahi Kutba Nasb Nahi
-
Mein Tha Aur Thi Sath Teri Yaad Musalsal Keh Dun Ke To Hi Sath Tha To Yeh Ajab Nahi
-
Hum Kalami Ko Kehte Hain Kabirah Gunah Unkee Nazar Jo Dhaye Sitam Woh Gazabb Nahi
-
Seh Lon Ga Numan Jeetnay Bhi Waar Hon Jism Par Magar Aankh Se Nahi Dil Ki Zarb Nahi
Submitted by Numan Ijaz


