Ab Aur Kya Kisi Se Marasam

Ab Aur Kya Kisi Se Marasam Barhyen Ham
Ye Bhi Bohat Hai Tuj Ko Agar Bhol Jayen Ham
We offer the best collection of Ahmed Faraz poetry. Read faraz shayari about love, mohabat, Urdu ghazals, nazam and inspirational poetry.
Ab Aur Kya Kisi Se Marasam Barhyen Ham
Ye Bhi Bohat Hai Tuj Ko Agar Bhol Jayen Ham
Tu Saamne Hai Tu Phir Kyn Yaqeen Nahi Aata
Ye Bar Bar Jo Aankhon Ko Mal Ke Dekhte Hain
Bohat haseen sahi teri aqidaton ke ghulaab
Hussain tar hai magar har gul-e khayaal tra
Hum aik dard ke rishte mein munsalik dono
Tujhay aziz mra fun, mujhe jamal tra
Read More […]
Ab tak to dil ka dil se taruf na ho saka
Mana ke us se milna milana bohat hoa
Kia kia na ham kharab hoye hain magar ye dil
Aey yaad-e yaar tera thekana bohat hoa
Doobtay Doobtay Kashti Ko Uchala De Doon
Main Nahi Koi Tu Sahal Peh Utar Jaye Ga
Zabt Lazim Hai Magr Dukh Hai Qayamat Ka Faraz
Zalim Ab Ke Bi Na Roye Ga Tu Mar Jaye Ga
Kaha Tha Kis Ney Ke Ehd e Wafa Karo Us Se
Jo Yun Kiya Hai To Phir Kyun Gilah Karo Us Se
Naseeb Phir Koi Tqrib Qurb Ho Ke Nah Ho
Jo Dil Mein Hon, Wohi Bateen Kaha Karo Us Se
Read More […]
Ab Ke Ham Bichre Tu Shayad Kabi Khwabon Mai Milain
Jis Tarah Sukhe Hoye Phol Kitabon Mai Milain
Dhond Ujre Hoye Logo Mai Wafa K Moti
Ye Khzane Tuje Mumkin Hai Khrabon Mai Milain
Read More […]