Tumhe Jab Kabhi Milein Fursaten
Tumhe Jab Kabhi Milein Fursaten Marey Dil Se Boojh Utaar Do
Mein Bohat Dinon Se Udaas Hon Mujhe Koi Shaam Udhaar Do
Read our large collection of Aitbar Sajid poetry. He is a well know Urdu poet from Pakistan. Read his ghazals, nazams, sher and shayari at SadPoetry.org
Tumhe Jab Kabhi Milein Fursaten Marey Dil Se Boojh Utaar Do
Mein Bohat Dinon Se Udaas Hon Mujhe Koi Shaam Udhaar Do
Talluq Kirchiyun Ki Shakal Mein Bikhra To Hai Phir Bhi
Shakista Aaiinon Ko Jor Dena Chahtay Hain Ham
Raste ka intikhab zurori sa ho gaya
Ab ekhtataam baab zurori sa ho gaya
Hum chup rahay to aur bhi ilzaam aaye ga
Ab kuch nah kuch jawab zurori sa ho gaya
Read More […]
Jankani main mareez hasti hai
Mangta hai dawa zamany se
Chara sazon sunehri moqa
Zehar de do isi bahany se
Yeh Barson Ka Taaluq Toar Dena Chahtay Hain Ham
Ab Apne Aap Ko Bhi Chore Dena Chahtay Hain Ham
Yeh theek hai ke bohat wahishten bhi theek nahi
Magar hamari zara aadaten bhi theek nahi
Agar milo to khulay dil ke sath hum se milo
Ke rasmi rasmi si yeh chahtein bhi theek nahi
Read More […]
Ab Tu Khud Apni Zarorat Bhi Nahi Hai Ham Ko
Wo Bhi Din Thay Ke Kabhi Teri Zarorat Ham Thay
Mujhe Apne Roop Ki Dhoop Do Ke Chamak Saken Marey Khhaal O Khad
Mujhe Apne Rang Mein Rang Do Meray Saaray Rang Utaar Do