The ghazal
Read it in Urdu script-
Ik Buraii Ke Asaib Mein Hon Mubtala Dhoondata Hon Wohi Chehra, Jo Nah Mila
-
Rashk Uss Par, Jis Ney Paaya Unhen Unke Chahanay Walon Se Kya Gilla
-
Is Gham Mein Sirf Mein Nahi Saqi Aaj Mehfl Mein Zahid Ko Bhi Pila
-
Resham Se Naazuk Mohabbat Ki Quba Jo Phatay Ik Baar Dobarah Nah Sulaa
-
Gul Farosh Ke Baagh Mein Bahhar Aayi Koi To Bachaaye! Ghulaab Khula
-
Yaad Karne Hain Unke Ehad Sabhi Khudaaraa Noman , Khat Abhi Nah Jala
Submitted by Numan Ijaz


