Kal thakey haare parindon ne
Kal thakey haare parindon ne naseehat ki mujhe
Shaam dhal jaye to Mohsin tum bhi ghar jaya karo
Enjoy the best collection of mohsin naqvi poetry and romantic shayari in urdu. Mohsin naqvi is a popular poet and have written on every aspect of life.
Kal thakey haare parindon ne naseehat ki mujhe
Shaam dhal jaye to Mohsin tum bhi ghar jaya karo
Hajhoom shehar se hatt kar, hudood shehar ke baad
Woh muskura ke miley bhi to kon daikhta hai?
Jis aankh mein koi chehra nah koi aks talab
Woh aankh jal ke bujhe bhi to kon daikhta hai?
Read More […]
Wafa ki kon si manzil pay is ne chorra tha
Ke woh to yaad hamein bhool kar bhi aata hai
Sirf hathon ko nah dekho kabhi ankhen bhi parho
Kuch sawali barray khuddar huwa karte hain
Kitney lahjoon ke ghlafon mein chhupaao tujh ko
Shehar walay mra mauzo sukhan jantay hain
Koi nai chout phir se khao! Udaas logo
Kaha tha kis ne, ke muskuraao! Udas logo
Guzr rahi hain gali se, phir maatami hawae
Kiwar kholo, diye bujhaao! Udas logo
Read More […]
Dukh hi aisa tha k “Mohsin” hoa gum sum warna
Gham chupa ker usay hanstay hue aksar daikha