The ghazal
Read it in Urdu script-
Aaj Thi Zaroorat Kisi Yaar Ki Kisi Apne Kisi Gham Khaar Ki
-
Kis Tarap Mein Bahe Ansoo Kami Thi Shayad Pyar Ki
-
Doonda Hal Unkee Mushkilaat Ka Sheikh Hotay To Baat Thi Ikhtiyar Ki
-
Bhool Kar Mout, Mangi Kher Unkee Hafta Waar Ki Ibadat Parvar-digaar Ki
-
Numan Mangta Apne Liye To Mil Jata Magar Aazmiash Thi Dil E Be Qarar Ki
Submitted by Numan Ijaz


