Mein Ne Jannat Tu Nahi Dekhi

Chalti Phirti Hui Aankhon Se Azan Dekhi Hai
Mein Ne Jannat Tu Nahi Dekhi Hai Maa Dekhi Hai
Chalti Phirti Hui Aankhon Se Azan Dekhi Hai
Mein Ne Jannat Tu Nahi Dekhi Hai Maa Dekhi Hai
Bohat jee chahta hai cheekhon aur chlaon mein
Magar dimagh kehta hai had mein reh jaoon mein
Sochta hon kisi din keh dun usay dil ki baat
Par zabaan kehti hai chup reh jaoon mein
Read More […]
Sath chore jane se
Dil ko toar jane se
Farq hi kya parta hai
Itna hi to hota hai
Read More […]
Aik hi geet lab pay subah o shaam hai
Aur is geet mein bas tra naam hai
Is mein zarra barabar sadaqat nahi
Be wafaon ka mujh pay jo ilzaam hai
Read More […]
Kuch aesy kaam ab kar jaon ga main
dil ki rahon se utar jaon ga main
meri ta’amer main saraf hoye hain zarrat
chona mat mujhy bikhar jaon ga main
tanhai ki ho jaye gi itni aadat mujhy
apny hi saaye se dar jaon ga main
Sukhn hai kesa kesa, qalam-kar hain kese kese
Jis ka dard hai jesa alfaaz hain wese wese
Har roti aankh udaas nhi hoti
Zindagi har jeene wale k pas nhi hoti
Dil
Ik zakhmi parinda hai
Jis ke baazu
Thakan aur be basi se
Shal ho chukay hain
Jahan bhar ke dukhon ka
Bhoj sambhaly
Bohat halkan, be had pareshan
Read More […]