The poem
Read it in Urdu script-
Kuch aesy kaam ab kar jaon ga main dil ki rahon se utar jaon ga main
-
meri ta'amer main saraf hoye hain zarrat chona mat mujhy bikhar jaon ga main
-
tanhai ki ho jaye gi itni aadat mujhy apny hi saaye se dar jaon ga main
Submitted by Mehar Ali