The nazm
Read it in Urdu script-
Sath chore jane se Dil ko toar jane se
-
Farq hi kya parta hai Itna hi to hota hai
-
Bas nahi chalta khud pay Zindah hotay hain magar
-
Zindagi nahi rehti Chahtain mar jati hain
-
Bandagi nahi rehti Hosla nahi hota
-
Ik qadam bhi chalne ka Bas maza hi aata hai
-
Chahatoon mein julne ka Tum bhi chore jao to
-
Itna soch lena bas Farq hi kya parta hai
Submitted by Sana Ullah Rind