2205 poems
Mila Jo Moqa Tu Rok Don Ga Jalal Roz-e Hisaab Tera Parhon Ga Rehmat Ka Wo Qaseeda Ke Hans Paray Ga Azaab Tera
Ham Ko Mita Sake Ye Zamane Mein Dam Nahi Ham Se Zamana Khud Hai Zamane Se Ham Nahi
Khatam Hone Ko Hain Ashkon Ke Zakheray Bhi Jamal Roye Kab Tak Koi Is Shehr Ki Weraani Par
Sab Hi Muhktalif Hain Nabeel Apni Zaate Se, Apni Baat Se
Dil Lagao Tu Lagao Dil Se Dil Dil Lagi Hi Dil Lagi Achi Nahi
Rehta Hai Ibadat Mein Moat Ka Khatka Ham Yaad Khuda Karte Hain Ke Kr La Ne Khuda Yaad
Is Tarah Sitane Ki Zrorat Kia Thi Kmeeni Dil Ko Jalane Ki Zrorat Kia ThiJo Nahi Tha Ishq Tu Bhonk Deti Apni Auqat Dikhane Ki Zrorat Kia Thi
Ghar Pohnchta Hai Koi Aur Hamare Jesa Ham Tere Shehr Se Jaate Hoye Mar Jaate Hain
Meri Samjh Main Nahi Aata Ke Main Samajh Kun Nahi PataWo Mera Jo Ik Khawab Tha Ke Haqeeqat Main Nahi Aaata
Ab Key Baar Sochta Hon Ke Ab Sochon He Na!
Purany Dard Jagy Kuch Din Se Aamir Rona Parta Hai Phir Ghairon Ko
Be Tahasha Hain Sitare Lekin Chaand Aik Adad Hai Had Hai
Bars sake to bars jaye is ghari warna Bkhair dale gi badal ke saray khawab hawa
Mein Sochta Hon Magar Yaad Kuch Nahi Aata Ke Ekhtataam Kahan Khawab Ke Safar Ka Hua
Kurbateen Hotay Hue Bhi Faaslon Mein Qaid Hain Kitni Azadi Se Hum Apni Hado Mein Qaid Hain
Mat Kar Charcha Apne Husn Ka Ab Zamane Main Is Dagha Baaz Chehry Ko Sab Pehchanty Hain Log
Mein Tanha Tha Mein Tanha Hon Tum Aao To Kya Na Aao To Kya
Un K Ghar Ki Taraf Munh Kar Ke Ham Aksar Haal-e Dil Sunate Hain
Jhukte Hain Daanish Jahan Zamane Ke Baadshah Kabhi Tu Dekh Lon Main Wo Darbar-e Mustafa
Ik Lamha Tha Ke Aarsa Ho Gaye Ik Aarsa Tha Ke Lamha Nahi Hoye
Showing 1008 of 2193