Woh afsana jisay injaam tak
Woh afsana jisay injaam tak lana nah ho mumkin
Usay ik khobsorat mour day kar chorna acha
Read the best collection of Sahir Ludhianvi poetry and ghazals. He is a well know urdu poet from pakistan. Here you will find the shayari collection from different books he has written. You can also submit your poetry to increase our collection.
Woh afsana jisay injaam tak lana nah ho mumkin
Usay ik khobsorat mour day kar chorna acha
Jhoot kun bolain farogh-e maslihaat ke naam par
Zindagi pyari sahi lekin hamain marna tu hai
Dunya Ne Tajurbaat O Hwadis Ki Shakal Mein
Jo Kuch Muje Diya Hai Wo Luta Raha Hun Mein
Kis ko khabar thi, kis ko yaqeen tha ke aesy bhi din ayen gey
Jeena bhi mushkil ho ga aur marnay bhi na payen gey
Le De Key Apne Pass Faqt Aik Nazar Tu Hai
Kun Dekhen Zindagi Ko Kisi Ki Nazar Se Ham
Ham Tu Samjhe Thay Ke Ham Bhol Gaye Hain Un Ko
Kya Hoya Aaj Ye Kis Baat Pe Rona Aaya
Jane Woh Kaisay Log Thay Jin Ke Pyar Ko Pyar Mila
Hum Ne To Jab Kalyan Mangani Kantoon Ka Haar Mila