Ek Raat Hui Barsat Bohat

Ek Raat Hui Barsat Bohat
Mein Roya Sari Raat Bohat
Har Gham Tha Zamane Ka Lekin
Mein Tanha Tha Us Raat Bohat
Phir Aankh Se Ik Sawan Barsa
Jab Sehar Hui To Khayal Aya
Wo Badal Kitna Tanha Tha
Jo Barsa Sari Raat Bohat
Read our latest collection of tanhai poetry from popular poets. Tanhai Shayari and SMS are popular among people who want to be alone. Enjoy our best designed shayari collection or submit your own using our submission form.
Ek Raat Hui Barsat Bohat
Mein Roya Sari Raat Bohat
Har Gham Tha Zamane Ka Lekin
Mein Tanha Tha Us Raat Bohat
Phir Aankh Se Ik Sawan Barsa
Jab Sehar Hui To Khayal Aya
Wo Badal Kitna Tanha Tha
Jo Barsa Sari Raat Bohat
Aesi Tareekyan Aankhon Mein Basi Hai Ke Faraz
Raat Tu Raat Hai Ham Din Ko Jalate Hain Chiragh
Ik Shakhs Dekha Hai Main Ne Aaine Mein
Khafa Dunya Se Hai Kalam Khud Se Bhi Nahi Karta
Bichray Yun Ke Rait Peh Gum Sum Bethay Bethay
Us Ne Mera, Mein Ne Us Ka Jurm Likha
Kyun Chaltay Chaltay Ruk Gaye Weraan Raasto
Tanha Hon Aaj Mein Zara Ghar Tak To Sath Do
Chaman Mein Rehne Walon Se To Hum Sehraa Nashen Achay
Bahhar Aa Ke Chali Jati Hai Weerani Nahi Jati
Tanhaiyan Tumhara Pata Pochti Rahen
Shab Bar Tumhari Yaad Ne Sone Nahi Diya