2205 poems
Itne Ghane Badal Ke Peche Kitna Tanha Ho Ga Chand
Ye Samandar Hi Ijazat Nahi Deta Warna Main Ne Pani Pe Tere Naqsh Bna Dene Thay
Kaash Nabeel Ka Dil Bhi Ahl-e Zubaan Hota Is Ka Tarz-e Amal Ab Mujh Se Bayan Nahi Hota
Khush Hon Ke Mera Husn Talab Kam Tu Aya Khali Hi Sahi Meri Taraf Jaam Tu Aya
Khushi Ghami Mein Jinhain Sada Di Yaad Mein Jin Ki Dunya Hi Bhula Di Ab Roote Raho Gey Tum Sada Aamir Aaj Unhon Ne Hi Bad-Dua Di
Jaan Bhoj Kar Samj Kar Main Ne Bhula Diya Har Qisa Jo Dil Ko Behlane Wala Tha
Tera Aastan Jo Na Mil Saka Teri Rah Guzar Ki Zameen Sahi Hmain Sajda Karne Se Kam Hai Jo Wahan Nahi Tu Kahin Sahi
Husn-e Bahar Mujh Ko Mukamal Nahi Laga Main Ne Tarash Li Hai Khazan Apne Hath Se
Dunya Achi Bhi Nahi Lagti Ham Aeson Ko Saleem Aur Dunya Se Kinara Bhi Nahi Ho Sakta
Jo Dil Ko Hai Khabar Kahin Milti Nahi Khabar Har Subah Ik Azaab Hai Akhbaar Dekhna
Dunya Jise Kehte Hain Jadu Ka Khlona Hai Mil Jaye Tu Matti Hai Kho Jaye Tu Sona Hai
Mein Duniya Ke Miyaar Pay Pura Nahi Utra Duniya Mere Miyaar Pay Puri Nahi Utri
Hamen Bhi Neend A Jaye Gi Ham Bhi So Hi Jayen Gey Abhi Kuch Be-Qarari Hai Sitraon Tum Tu So Jao
Mein Akela Hi Chala Tha Janab-E Manzil Magar Log Sath Aate Gaye Aur Karwan Banta Gaya
Tujhi Ko Jo Ya Jalwa Farma Na Dekha Brabar Hai Dunya Ko Dekha Na DekhaMera Ghuncha Dil Hai Wo Dil-E Girifta Ko Jis Ko Kiso Ne Kabi Wa Ne Dekha
Had Se Barhey Jo Ilam Tu Hai Jahal Dosto Sab Kuch Jo Jante Hai Wo Kuch Nahi Jante
Bahaar Aye Tu Mera Salam Keh Dena Mujhe Tu Aaj Talab Kar Liya Hai Sehraa Ne
Ye Dil Lagane Mein Main Ne Maza Uthaya Hai Mila Na Dost Tu Dushman Se Itehad Kia
Ham Ne Aksar Tumhari Rahon Mein Ruk Kar Apna Hi Intezzar Kia
Apna Pyar Kitna Pak Raha Janam Chooma Sirf Tere Peghamaat Ko
Showing 1048 of 2193