The poem
Read it in Urdu script-
Dil Ik zakhmi parinda hai
-
Jis ke baazu Thakan aur be basi se
-
Shal ho chukay hain Jahan bhar ke dukhon ka
-
Bhoj sambhaly Bohat halkan, be had pareshan
-
Dor samandar kinaray Khsuki par para
-
Apne aansuon se Zakhma bharna chahta hai
-
Mery wajood ko Pamaal karna chahta hai
-
Chand umeedain jo bach gyi hain Samandar burd karna chahta hai
Submitted by Mirza Abdul Aleem Baig


