Tere ishq ki intahaa
Tre ishq ki intahaa chahta hon
Meri saadgi dekh kya chahta hon
Allama Iqbal is one of the best poets of urdu and national poet of Pakistan. We offer the best collection of Allama Iqbal Poetry on all topics like youth, islam, inspirational poetry and short poems. His poetry is translated into many languages all over the world.
Na pocho mujh se lazat-e khanman barbad rahny ki
Nasheman sainkron main ne bana kr phonk dalay hain
Zahir Ki Aankh Se Nah Tamasha Karay Koi
Ho Dekhna To Deedaa Dil Wa Karay Koi
Mansoor Ko Howa Lab, Goya Payam Mout
Ab Kya Kisi Ke Ishhq Ka Daawa Karay Koi
Read More […]
Dhondta phirta hon aey Iqbal apny aap ko
Aap ki goya musafir, aap hi manzil hon main
Kabhi Aey Haqeqat-e Muntarzi Nazar Aa Libas-e Majaz Main
Ke Hazaron Sajday Tarap Rahay Hain Meri Jabeen-e Niaz Main
Hazaar Khauf Ho Lekin Zuban Ho Dil Ki Rafeeq
Yahi Raha Hai Azal Se Qalandron Ka Tareeq
Hajhoom Kyun Hai Ziyada Sharaab Khanaay Mein
Faqat Yeh Baat Ke Peer Maghaan Hai Mard Khaleeq
Read More […]
Dil Se Jo Baat Nikalti Hai, Asar Rakhti Hai
Par Nahin, Taaqat-e-Parwaaz Magar Rakhti Hai