The ghazal
Read it in Urdu script-
Bohat jee chahta hai cheekhon aur chlaon mein Magar dimagh kehta hai had mein reh jaoon mein
-
Sochta hon kisi din keh dun usay dil ki baat Par zabaan kehti hai chup reh jaoon mein
-
Bohat koshish ki dil ki sunon nah dimagh ki Magar khwahish hai meri haarta reh jaoon mein
-
Bas isi baais akela hon khud hi ko kosta rehta hon Yahi baqi raha tasway baha baha kar ponchta reh jaoon mein
Submitted by Donpajji


