Jab Shehr Ke Lo Na Rasta
Jab Shehr Ke Lo Na Rasta Den Kyun Ban Mein Na Ja Basram Kare
Dewaano Ki Si Na Baat Kare Tu Aur Kare Dewana Kya
Read the best collection of Ibn e Insha poetry and ghazals. Ibn e insha was a popular Pakistani Urdu poet. He is famous for his shayari on love, Sufism and life. Enjoy our ever increasing collection or submit your own using our submit poetry form.
Jab Shehr Ke Lo Na Rasta Den Kyun Ban Mein Na Ja Basram Kare
Dewaano Ki Si Na Baat Kare Tu Aur Kare Dewana Kya
Kal chodwhein ki raat thi, shab bhar raha charcha tera
Kuch ne kaha ye chaand hai, kuch ne kaha chehra tera
Ahl-e wafa se tark-e taaluq kar lo paar ik baat kahen
Kal tum un ko yaad karo gey kal tum unhain pukaro gey
Ik Saal Gya Ik Saal Naya Hai Aane Ko
Par Waqt Ka Ab Bhi Hosh Nahi Dewane Ko
Kochay Ko Tere Chor Kar Jogi Hi Ban Jayen Gey
Jungle Tere Parbat Tere Basti Teri Sehra Tera
Ye To Kaho Kabhi Ishq Kiya Hai, Jag Main Hoye Ho Ruswaa Kabhi
Us Ke Siwa Ham Kuch Bhi Na Pochen, Baaqi Baat Fazool Mian