Us ko khud se juda kia

Us ko khud se juda kia main ne
Bas yehi jurm kia or kya kia main ne
Read our latest collection of judai shayari. This form of poetry is very popular among teens. New poetry is added on daily basis to increase our judai poetry collection. You can also submit your own poetry.
Tum mujhe chore ke jao ge to mar jaoon ga
Yun karo jane se pehlay mujhe pagal kar do
Ab judai ke safar ko marey aasaan karo
Tum mujhe khawab mein aa kar nah pareshan karo
Shab e firaq to katatti nazar nahi aati
Khayal-e yaar main aao faraz so jayen
Jaate Hoye Kehte Ho Qayamat Ko Milen Gey
Kya Khob Qayamt Ka Hai Goya Koi Din Aur
Bey noor si lagti hai us se bichar kar zindagi
Zaid ab chirgh to jalty hain magar ujala nahi karty
Meri Zindagi Tu Guzri Tere Hijar Ke Sahare
Meri Moot Ko Bhi Payare Koi Chahye Bahana
Juda Thay Ham To Mayasar Thi Qurbatain Kitni
Beham Hoey To Pari Hain Judaiyan Kya Kya