Kharch itna bhi nah kar
Kharch itna bhi nah kar mujh ko zamane ke liye
Kuch to reh jaoon mein kaam apny bhi anay ke liye
Read the best collection of Noshi Gilani poetry and ghazals in Urdu. She is a famous female poet from Pakistan and have written five books on shayari. We are adding new poetry on daily basis.
Kharch itna bhi nah kar mujh ko zamane ke liye
Kuch to reh jaoon mein kaam apny bhi anay ke liye
Aalam-e Mohabat Mein
Ik Kamal Wehsaht Mein
Be Sabab Rafaqt Mein
Dukh Uthana Parta Hai
Titliyan Pakrne Ko
Door Jana Parta Hai
Dil Ka Kya Hai Dil Ne Kitne Manzir Dekhe Lekin
Aankhen Pagal Ho Jati Hain Aik Khayal Se Pehle
Dil ki manzil us taraf hai ghar ka rasta is taraf
Aik chehra us taraf hai aik chehra is tara
Khwahish Ke Izhaar Se Darna Seekh Liya
Dil Ne Kun Samjhota Karna Seekh Liya
Main Bad-Dua Tu Nahi Dey Rahi Hun Us Ko Magar
Dua Yehi Hai Usay Mujh Sa Ab Koi Na Milay