Tumhara Dard Kyi Kaam
Kabi Sehar Tu Kabi Shaam Le Gya Muj Se
Tumhara Dard Kyi Kaam Le Gya Muj Se
Read our latest collection of Farhat Abbas Shah poetry and ghazals. He is famous poet of Pakistan and is best known for his love poetry. Enjoy our ever increasing collection of his love shayari and ghazals. You can also submit poetry to help us increase our poetry collection.
Bichray Yun Ke Rait Peh Gum Sum Bethay Bethay
Us Ne Mera, Mein Ne Us Ka Jurm Likha
Tu Hai Suraj Tuje Malom Kahan Raat Ka Dukh
Tu Kisi Roz Mere Ghar Mein Utar Shaam Ke Baad
Gar Dua Bhi Koi Cheez Hai Tu Dua Ke Hawale Kya
Ja Tuje Aaj Se Ham Ne Apne Khuda Ke Hawale Kya
Aik Mudat Hoyi Ham Ne Dunya Ki Har Zid Chor Di
Aik Mudat Hoyi Ham Ne Dil Ko Wafa Ke Hawale Kya
Read More […]
Tu Ne Dekha Hai Kabi Aik Nazar Shaam Ke Baad
Kitne Chup Chap Se Lagte Hain Shajar Shaam Ke Baad
Itne Chup Chap Ke Raste Bhi Rahen Gey La-ilm
Chor Jayen Gey Kisi Roz Nagar Shaam Ke Baad
Read More […]
Wo Kehti Hai Chalo Farhat Hawa Ke Sath Chalte Hain
Mai Khamoshi Se Us Ke Sath Chal Deta Hun Bujne Ko
Wo Muj Se Pochti Hai Tum Kahan Ghayab Ho Sadyon Se
Main Kehta Hun, Hazaron Waswason Ke Darmian Gum Hun
Read More […]
Wo jo chup chaap bicharey hoyon ka raha montzar aaj tak
Ghar ki aik aik dewar pay likh gaya , Zindagi thak gaye.
Submitted By: AmyRao