246 poems · 41 poets
Na Aya Hun Na Mein Laya Gya Gun Mein Harf Kun Hun Farmaya Gya HunMeri Apni Nahi Koi Sorat Har Ik Sorat Se Behlaya Gya HunBohat Badle Mere Andaz Lekin Jahan Khoya Wahen Paya Gya HunWajod E Ghair Ho Kese Gawara Teri Rahon Mein Be Saya Gya Hun
Ik Diya Dil Mein Jlana Bhi, Bhuja Bhi Dena Yaad Karna Bhi Usay Roz, Bhula Bi DenaKia Kahon Ye Meri Chahat Hai Ke Nafrat Us Ki Naam Likhna Bhi Mera, Likh Ke Mita Bhi DenaPhir Na Milne Ko Bicharta Tu Hon Tuj Se Lekin Mur Ke Dekhon Tu Paltne Ki Dua Bhi DenaKhat Bhi Likhna Use, Mayus Bhi Rehna Us Se Jurm Karn Abhi Mgar Khud Ko Saza Bhi Dena
Jab Sunta He Nahi Wo Ham baat Kya Karen Bewaja yahan us Se Sawalat Kya KarenUsay Gila hai Ham Usay Yaad Nahe Krty Bholty he Nahe Jo Unhy Yaad kya karenJab Saans Ka Aana He Dushwaar Ho Gya Saqi Ayse Main Ham Ah-o-Pukar Kya KarenNazuk Dil Tha Apna Anjam-e-ishq Main Toot Gya Kaise Howa Ye Hadsa Sar-e-aam Iqrar Kya Karen
Safar Tanha Nahi Karte Suno Aisa Nahi KarteJisay Shafaaf Rakhna Ho Usay Mela Nahi KarteTri Ankhen Ijazat Den To Hum Kya Kya Nahi KarteBohat Ujrey Hue Ghar Par Bohat Socha Nahi KarteSafar Jis Ka Muqaddar Ho Usay Roka Nahi Karte
Shehr Ki Ajnabi Galiyun Main Meri Mohabat Mujh Se Kho GaiTou Mujh Se Bechar Gya Kahen Main Tanha Tanha C Ho GaiJab Dekha Kisi Ko Kisi K Saath Main Tuje Yaad Kr Ky Ro GaiTeri Judai Main Yun Barsen Aankhen Ky Barssat Mera Daman Bheego Gai
Gar pyar jo karo is zamany main tum Behtar hai chalti hawao se karoIs hawas ki duniya main pyar nahi hai Nazar jo aata hai insaa wo insaa nahi haiGar acha lagy koi to keh dena us se Is duniya main pyar nahi hai, Mughe hona barbad nahi haiMeri baat tum mano pyar na karna Gar payar karo to hawao se karna
Mein Ne Kaha Teri Yaad Mein Aankhein Roti Hain Jawab Aya Ye Isi Tarah Saaf Hoti HainPocha Dard Hijar Ka Koi Ilaj Btaye Jawab Aya Wasal Ho Ga Isi Tarah Rote Jaye
Ham Tere Dil Mein Is Bahane Aye Kya Bhana Tha Dil Tum Se Lagane AyeTumhain Maloom Ho Na Paya Hamari Aamid Ka Sabab Apni Khawhish Thi Ke Hosh Thkane Aye
Hum Log Tu Zulmat Mein Jene K Bi Aadi Hain Is Dard Ne Kun Dil Mein Shamein Si Jala Di HainIk Yaad Pey Aahon Ka Tufan Umadta Hoa Aata Hai Ik Zikar Pey Ab Dil Ko Thama Nahi Jata Hai
Dil To Wo Barg-e Khazan Hai K Hawa Le Jaye Gham Wo Aandhi Hai Ke Sehra Bi Ura Le JayeKon Laya Teri Mehfil Mein Hamain Hosh Nahi Koi Aye Teri Mehfil Se Utha Le Jaye
Tum Kun Bane They Dil Ka Sahara, Jawab Do Ab Kahan Hai Wo Pyar Tumhara, Jawab DoKis Ko Tha Naaz Apni Adaon Pe Har Ghari Kis Ne Kia Wafa Se Kinara, Jawab Do
Nazar Mila K Bhol Gaye Ho Apna Bana K Bhol Gaye HoMeri Bebasi Bhi Tu Dekho Ghar Jala K Bhol Gaye Ho
Qarz-e Nigah-e Yaar Ada Kar Chuke Hain Ham Sab Kuch Nisar Rah-e Wafa Kar Chuke Hain HamKuch Imtihan-e Dast-e Jafa Kar Chuke Hain Ham Kuch Un Ki Dastras Ka Pta Kar Chuke Hain Ham
Suragh-e Manzal Liye Rah-e Be Nishan Ki Talash Main Karwan Bhatak Gya Meer-e Karwan Ki Talash MainAmeer-e Shehr Hai Yahan Meman Hai Koi Mehar Hai Be Naam Hoye Log Fakhro Guman Ki Talash Main
Saba Chali Zulf Khuli Khushbo Pheli Fazaoon Main Hui Subah Kali Chatkhi Khile Gulab Hawaon MainTeri Nazar Se Meri Nazar Tak Haseen Safr Guzr Gaya Haya Ayi Guki Palkain Shram Ayi Nigahon Main
Kabi Yun Bi Ham Ne Kaghaz Pe Utari Ghazalain Qalam Ro Dya Tu Hans Pari Sari GhazalainHam Ne Apne Hunr Ko Bohat Dair Tak Aazmaya Jete Tum Hi Aakhir Aur Hari Ghazalain
Wo Tera Aank Bhar K Muje Dekhna Wo Tera Dekhna Hi Kamal Tha Meri Justju Ke Ihsas Par Tera Lams Bi Tu Be Misal Tha
Jheel Kinare Beth Ke Dono Pholon Ki Barsat KrainMoti Pro Ke Un Aankhon Main Sapno Pe Ham Baat Krain
Sapnay Bunanay Ka Hisab Rakha Hai Dard Ke Sehne Ka Azab Rakha HaiSawan Ki Raat Mai Juno Ka Lamha Jalti Aankhon Mai Khwab Rakha Hai
Tum Ho Zidi Main Hon Dewana Jeet Kis Ki Hoti Hai…?Tum Ho Shma Mai Hon Parwana Jeet Kis Ki Hoti Hai
Showing 220 of 246