The ghazal
Read it in Urdu script-
Na Aya Hun Na Mein Laya Gya Gun Mein Harf Kun Hun Farmaya Gya Hun
-
Meri Apni Nahi Koi Sorat Har Ik Sorat Se Behlaya Gya Hun
-
Bohat Badle Mere Andaz Lekin Jahan Khoya Wahen Paya Gya Hun
-
Wajod E Ghair Ho Kese Gawara Teri Rahon Mein Be Saya Gya Hun
-
Na Jane Kon Si Manzil Hai Wasif Jahan Nehla Ke Blwaya Gya Hun


