The ghazal
Read it in Urdu script-
Nazar Mila K Bhol Gaye Ho Apna Bana K Bhol Gaye Ho
-
Meri Bebasi Bhi Tu Dekho Ghar Jala K Bhol Gaye Ho
-
Kuch Apne Kuch Mere Dil Ki Sun Suna K Bhol Gaye Ho
-
Tanha Beth Kar Meri Yaad Mein Aansoo Baha K Bhol Gaye Ho
-
Khsuhk Tinkon Ki Jhonpari Mein Dya Jala K Bhol Gaye Ho
-
Janan Tum Bi Anjum Se Dil Laga K Bhol Gaye Ho
Submitted by Anjum Aziz Abbas


