246 poems · 41 poets
Dar Chor K Sooay Dar Nikli Roh Meri Qafs Se Bezar NikliIk Ik Sans Bech Rahi Hai Zindagi Mot K Khridar Nikli
Suno Kuch Kehna Chahta Hon Tumhare Dil Mai Rehna Chahta HonTumhari Aankhon Ka Dewana Hoon Shma Husn Ka Parwana Hon
Ye Meri Umar Mere Maho Sal De Us Ko Mere Khuda Mere Dukh Se Nikal De Us KoWo Chup Khra Hai Kai Din Se Teri Khatar Tu Kwar Khol De Anz-e Sawal De Us Ko
Fan Mein Ye Mojiza Bhi Paida Kar Pattharon Se Bashar Tarasha KarKab Se Apni Talash Mein Gum Hoon Ae Khuda Mujh Ko Mujh Pe Afsha Kar
Toti Hai Meri Neend Magr Tum Ko Is Se Kya Bujte Rahe Hwaon Se Dar Mgar Tum Ko Is Se KyaTum Moj Moj Masle Saba Ghomte Raho Kat Jayen Meri Soch Ke Par, Tum Ko Is Se Kya
Wo Koi Aur Na Tha, Chand Khusk Patay Thay Shjar Se Toot Ke Jo Fasal-e Gul Pe Roye ThayAbi Abi Tumhain Socha Tu Kuch Na Yaad Aya Abi Abi Tu Ham Aik Dosre Se Bichre ThayTumhare Baad Chaman Par Jab Ik Nazar Dali Kali Kali Mai Khazan Ke Chiragh Jalte ThayTmam Umar Wafa Ke Gunahgar Rahe
Farz Karo Ham Ahle Wafa Hon Farz Karo Dewane Hon Farz Karo Ye Dono Batain Jhoti Hon Afsane HonFarz Karo Ye Ji Ki Bpta, Ji Se Jor Sunai Ho Farz Karo Abi Aur Ho Itni, Adhi Ham Ne Chupai Ho
Tang A Chuke Hain Kashmkash Zindagi Se Ham Thukra Na Dain Jahan Ko Khain Be Dili Se HamMayusi Maal Mohabat Na Pochye Apno Se Paish Ayen Hai Begangi Se Ham
Jo Baat Nahi Karte Un Bolte Rangon Mai Main Ne Tumhain Socha Hai Jo Dil Se Guzarte Hain Un Ajnabi Raston Mai Mai Ne Tumhain Dekha HaiKehne K Liye Tum Se Batain Tu Bahot Si Hain
Jab Tera Hukm Mila Tark-e Mohabat Kar Di Dil Mgar Is Pe Wo Dharka Ke Qyamat Kar DiTuj Se Mai Kis Tarah Azhar-e Tmna Karta Lafz Soje To Maani Ne Bghwat Kar Di
Suna Hai Log Usay Aankh Bhar Ke Dhekte Hain So Us Ke Shehr Mai Kuch Din Thehr K Dekhte HainSuna Hai Din Ko Usay Tatlian Stati Hain Suna Hai Raat Ko Jugnu Thehr K Dekhte HainSuna Hai Us Ki Syah Chashmgi Qayamat Hai So Us Ko Surma Farosh Ah Bhar K Dekhte Hain
Zarre Zarre Mai Tera Aks Nazar Aata Hai Rasta Dekhte Rehna Bi Ab Asan Na RhaRatain Roti Hain K Wo Chand Na Ubra Ab Tak Din Bilakte Hain K Wo Mehr Drakhsan Na Rha
Yun Hi Zindagi Ki Rah Mai Takra Gya Koi Khud Neche Utar Kar Muj Ko Latka Gya KoiRasman Hi Mai Ne Poch Lia Kuch Khaye Jnab Ghar Main Jo Kuch Pka Tha Sab Kha Gya KoiWegan Mai Bari Zoor Se Mai Cheekhi Mere Paon Ko Jab Sendal Se Dba Gya KoiMuje Bra Mza Aya Kela Khate Hoye Lekin Afsos Hoya Jab Road Par Phsal Gya KoiJab Cheeting Karte Hoye Mai Ne Kisi Ko Pagal Kha Bari Khushi Se Jab Jhom Utha Koi
Chehray Pe Mere Zulf Ko Phlao Kisi Din Kya Roz Garjte Ho, Baras Jao Kisi DinRazon Ki Tarah Husn Ki Barish Main Naha Lo Badal Ki Tarah Jhom Ke Ghir Aao Kisi DinKhusbo Ki Tarah Guzro Meray Dil Ki Gali Se PHolon Ki Tarah Muj Pe Bikhar Jao Kisi DinGuzrain Jo Mere Ghar Se Tu Ruk Jaen Sitare Is Tarah Meri Raat Ko Chamkao Kis Din
Jab Se Us Ne Shehr Ko Chora Har Rasta Sunsan Hua Apna Kia Hai, Sare Shehr Ka Ik Jese Nuqsan HoaSehra Ki Munh Zor Hwain, Auron Se Mansob Huen Muft Main Ham Awara Thehray Muft Main Ghar Sunsan Hua
Jab Dhar Ke Gham Se Na Iman Mili, Ham Logon Ne Ishq Ijad Kya Kabi Shehr Btan Main Khran Phire, Kabi Dashte Junon Abad KyaKabi Bastyan Ban, Kabi Koh-o Daman, Raha Kitne Dino Bi Ji Ka Chlan Jahan Husn Mila whain Beth Rahe, Jahan Pyar Mila Wahan Sad Kya
Ye Aur Baat Teri Gali Main Na Ayen Ham Lekin Ye Kia K Shehr Tera Chor Jayen HamMudat Hoyi Hai Koye Butan Ki Tarf Gaye Awargi Se Dil Ku Kahan Tak Bachyen Ham
Yun Hi Intezaar Karta Raha Aur Waqt Dhalta Raha Mere Intezaar Ka Soraj Har Lamha Pigalta RahaTay Tu Ye Hua Tha Ke Payen Ge Aik Hi Manzal Bech Rah Main Wo Mukr Gaya Suye Manzal Main Chalta Raha
Wo Ju Doodh Shahid Ki Kheer Thi Wo Jo Narm Masl-e Hareer Thi Wo Jo Aamle Ka Ichar Tha Wo Jo Ham Main Tum Main Qarar ThaTumhain Yaad Ho Ke Na Yaad HoJo Hirn Ke Seikh Kabab Thay Wo Jo Aap Apna Jawab Thay Wo Jo Quettay Ka Inar Tha
Suno !!Mohabbat Yoon Nahi HotiKisi Ka Naam Lene Se Kisi Ko Thaam Lene Se Kisi Ke Paas Jaane Se Kisi Ke Door Jane SeMohabbat Ka Janam Nahi Hota Jab Tak Dilo’n Ka Milan Nahi Hota
Showing 240 of 246