The ghazal
Read it in Urdu script-
Ham Tere Dil Mein Is Bahane Aye Kya Bhana Tha Dil Tum Se Lagane Aye
-
Tumhain Maloom Ho Na Paya Hamari Aamid Ka Sabab Apni Khawhish Thi Ke Hosh Thkane Aye
-
Mudat Se Tashngi Thi Tum Se Baat Karne Ki Bare Dino Baad Aaj Ye Piyas Ham Bhujane Aye
-
Raat Ko So Na Sake Din Ko Bechain Rahe Neend Bhejo Ke Wo Hmain Aa Ke Sulane Aye
-
Jab Shayari Karte Ho Tu Pyari Karte Ho Ye Baat Kon Asghar Ko Samjhane Aye
Submitted by m.asghar mirpuri


