The ghazal
Read it in Urdu script-
Suragh-e Manzal Liye Rah-e Be Nishan Ki Talash Main Karwan Bhatak Gya Meer-e Karwan Ki Talash Main
-
Ameer-e Shehr Hai Yahan Meman Hai Koi Mehar Hai Be Naam Hoye Log Fakhro Guman Ki Talash Main
-
Mard-e Medan Hon Muje Kya Gharz Jeet Har Se Rehta Hon Har Lehza Karre Imtihan Ki Talash Main
-
Ajnabi Shehr Mai Pochta Raha Main Us Ka Pata Kye Raaz Fash Hoye Raazdan Ki Talash Main
-
Be Safina Barhna Pa Hi Chal Dia Soye Manzal Behar Ko Paar Karne Anjum Byaban Ki Talash Main
Submitted by Anjum Aziz Abbas


