The ghazal
Read it in Urdu script-
Gar pyar jo karo is zamany main tum Behtar hai chalti hawao se karo
-
Is hawas ki duniya main pyar nahi hai Nazar jo aata hai insaa wo insaa nahi hai
-
Gar acha lagy koi to keh dena us se Is duniya main pyar nahi hai, Mughe hona barbad nahi hai
-
Meri baat tum mano pyar na karna Gar payar karo to hawao se karna
-
Jana payas bujhany ko pyar nahi kehty Do jismon ke mail ko pyar nahi kehty
-
Yun payar ke lafz ko barbad na karna Is duniya main tum pyar na karna
-
Gar pyar karo to hawao se karna Na jany wali bahar se karna
Submitted by Ahsan Mahmood

