The ghazal
Read it in Urdu script-
Hum Log Tu Zulmat Mein Jene K Bi Aadi Hain Is Dard Ne Kun Dil Mein Shamein Si Jala Di Hain
-
Ik Yaad Pey Aahon Ka Tufan Umadta Hoa Aata Hai Ik Zikar Pey Ab Dil Ko Thama Nahi Jata Hai
-
Ik Naam Pey Aankhon Mein Aansoo Chale Aate Hain Ji Ham Ko Jilata Hai Ham Ji Ko Jilaty Hain
-
Ham Log Tu Mudat Se Awar O Heran They Us Shakhs Ke Geso Kab Is Tor Preshan They
-
Ye Shakhs Ae Dil Mgar Pardes Suhare Ga Ye Dard Hmain Jane Kis Ghat Utare Ga
-
Ishq Ka Chakar Hai Insha Ke Sitaron Ko Han Ja Ke Mubarak Do Phir Najad Mein Yaaron Ko


