The ghazal
Read it in Urdu script-
Shehr Ki Ajnabi Galiyun Main Meri Mohabat Mujh Se Kho Gai
-
Tou Mujh Se Bechar Gya Kahen Main Tanha Tanha C Ho Gai
-
Jab Dekha Kisi Ko Kisi K Saath Main Tuje Yaad Kr Ky Ro Gai
-
Teri Judai Main Yun Barsen Aankhen Ky Barssat Mera Daman Bheego Gai
-
Mujhe Ab Kisi Se Kya Gila Karna Touseef Jab Khud Meri Qismat He So Gai
Submitted by Touseef Mahe

