The ghazal
Read it in Urdu script-
Safar Tanha Nahi Karte Suno Aisa Nahi Karte
-
Jisay Shafaaf Rakhna Ho Usay Mela Nahi Karte
-
Tri Ankhen Ijazat Den To Hum Kya Kya Nahi Karte
-
Bohat Ujrey Hue Ghar Par Bohat Socha Nahi Karte
-
Safar Jis Ka Muqaddar Ho Usay Roka Nahi Karte
-
Jo Mil Kar Khud Se Kho Jaye Usay Ruswa Nahi Karte
-
Chalo, Tum Raaz Ho Apna Tumhe Afsha Nahi Karte
-
Yeh Ounchay Pairr Kaisay Hain ? Kahin Saya Nahi Karte
-
Jo Dُhn Ho, Kar Guzarnay Ki To Phir Socha Nahi Karte
-
Kabhi Hansnay Se Dartay Hain Kabhi Roya Nahi Karte
-
Tri Aankhon Ko Parhte Hain Tujhy Dekha Nahi Karte
-
Sehar Se Pooch Lau Mohsin Ke Hum Soya Nahi Karte



