The ghazal
Read it in Urdu script-
Saba Chali Zulf Khuli Khushbo Pheli Fazaoon Main Hui Subah Kali Chatkhi Khile Gulab Hawaon Main
-
Teri Nazar Se Meri Nazar Tak Haseen Safr Guzr Gaya Haya Ayi Guki Palkain Shram Ayi Nigahon Main
-
Ham Se Parda Kis Baat Ka Chilman Se Bahar Nikal Aao Qareeb Aao Na Sharmao Sama Jao In Bahon Main
-
Meri Tu Bas Yehi Chahat Tuji Se Tuj Ko Chura Lun Zara Dekho Chero Naghma Mohabat Ki In Rahon Main
-
Tuje Chahon Tuje Mangon Tumhi Se Zindagi Meri Lab Kholon Uthaoon Hath Yehi Tamna Duaon Main
Submitted by Shabeeb Hashmi


