Kar raha tha gham

Kar raha tha gham jahan ka hisaab
Aaj tum yaad be hisaab aaye
Yahan libaas ki qeemat hai aadmi ki nahi
Mujhe glass baray day sharaab kam kar day
Honton pay kabhi un ke mra naam hi aaye
Aaye to sahi barsar e ilzaam hi aaye
Heran hain lab basta hain dilgeer hain ghunche
Khushbu ki zabani tra pegham hi aaye
Kab hum ne kaha tum se mohabbat hai, nahi to
Dil hijr se amaada wehshat hai, nahi to
Baatein to bohat karte hain hum kood uchhal kar
Iss ehad mein mazdoor ki izzat hai, nahi to
Read More […]
Dekha hai jo ik mein ne wohi khawab bohat hai
Warna to wafa dostoo! Kamyaab bohat hai
Yeh dil ki zamee banjar o weraan pari thi
Thori si hui tujh se jo sairaab bohat hai
Read More […]
Jab Bhi Walid Ki Jafa Yaad Ayi
Apny Dada Ki Khata Yaad Ayi
Jis Ne Dhoya Sar-e Mehfil Mujh Ko
Usi Dhoban Ki Ada Yaad Ayi
Pakrey jatay hain farishton ke likhy par na-haq
Aadmi koi hamara dam-e tehreer bhi tha