2205 poems
Wo Mujh Ko Awaz To Dete Hain, Pukara Nahi Karte Kehty To Sab Hi Kuch Hain, Magar Kuch Kaha Nahi Karte
Mujh Ko Maloom Hai Meri Kahtar Kahin Ik Jaal Bana Rakha Hai
Wafaon Ke Badlay Jafa Kar Rahy Hain Main Kia Kar Raha Hun Wo Kia Kar Rahy Hain
Dunya Mein Hun Dunya Ka Talabgar Nahi Hun Bazar Se Guzra Hun Khredar Nahi HunZinda Hun Magar Zeesat Ki Lizzat Nahi Baqi Har Chand Ke Hun Hosh Mein Hushyar Nahi Hun
Ye Mohabat Ki Kahani Nah Imarti Lekin Log Qardaar Nibahte Hoye Mar Jaate Hain
Kya Taajub Hai Ke Ham Ahl-e Tamna Ko Faraz Wo Jo Mehroom-e Tamana Hain Bura Kehtay Hain
Na Hoi Gar Mere Marne Se Tasali Na Sahi Imtihan Aur Bhi Baqi Ho Tu Ye Bhi Na Sahi
Ro Ro Sunaon Ga Sab Ko Haal-e Dil Waada Raha Main Tera Naam Na Lon Ga
Maa Itna Bta Day Yeh Gham Kyun Uttha Raha Hon Hai Kon Si Kami Jo Mujh Ko Saata Rahi HaiHai Kon Sa Woh Gham Jo Jee Ko Jala Raha Hai Maa Itna Bta Day Yeh Gham Kyun Uttha Raha Hon
Moti, Kali, Mohabaat, Kori, Koji Maasi Mamay Di Mumkina Halat De Wich Muntizar De Naal Muft Wich Mafroor Hoyi
Hamesha Pakeezgi Hi Neelam Hoti Hai 'Saahil' Be Hayai Toh Khud Hi Bika Karti Hai
Chaman Main Gul Ne Jo Kal Dawa Kamal Kia Jamal-e Yaar Ne Munh Us Ka Khob Laal Kia
Apnay Sab Yaar Kaam Kar Rahy Hain Aur Ham Hain Ke Naam Kar Rahy Hain
Raat Aa Kar Guzar Jaati Hai Ik Hamari Sehar Nahi Hoti
December Ki Dhund Bhari Raat Main Maazi Ki Ik Raat Main GuzrayHaseen Lamhon Ki Yaad Main Mere Dil Main Jagay
Us Sitam Gar Ki Haqeeqat Ham Pey Zahar Ho Gayi Khatam Khush Fahmi Ki Manzil Ka Safar Bhi Go Gaya
Ye Bhi Fakhar Hai Ke Kisi Ne Wafa Ki Ban Gaya Mera Mere Zakhmon Ki Dawa KiBhula Hi Diye Mujhy Us Ne Dukh Sabhi Ban Ke Mila Hai Mujh Ko Naimat Khuda Ki
Juda Thay Ham To Mayasar Thi Qurbatain Kitni Beham Hoey To Pari Hain Judaiyan Kya Kya
Ya Rab, Matah e Hayat Se, Bari e Umang Kar De Siyaa Salsaal Hoon, Hathoon Se Apne Rang Kar DeJis Tarah Chand O Suraj Chalte Hain, Waqt e Maqarrar Per Siraat e Mustaqeem Ka Mujhko Paband Kar De
Maa Ki Dua Na Bap Ki Shafqat Ka Saya Hai Aaj Apne Sath Apna Janam Din Manaya Hai
Showing 628 of 2193