Skip to content
SadPoetry
EN
Jab Bhi Walid Ki Jafa Yaad Ayi

Jab Bhi Walid Ki Jafa Yaad Ayi

5 couplets
  1. Jab Bhi Walid Ki Jafa Yaad Ayi Apny Dada Ki Khata Yaad Ayi

  2. Jis Ne Dhoya Sar-e Mehfil Mujh Ko Usi Dhoban Ki Ada Yaad Ayi

  3. Ye Malawat Ka Asar Hai Yaroo Wasal Ke Sath Qaza Yaad Ayi

  4. Pehli Fursat Main Karas Bandi Le Mujhy Teri Dawa Yaad Ayi

  5. Dosri Ne Jo Sambhali Chapal Pehli Bevi Ki Wafa Yaad Ayi

Poet Mohammad Yusuf Papa

Report a mistake

More Baap Shayari

See all