Kam se kam mout se

Kam se kam mout se aisi mujhe umeed nahi
Zindagi tu ne to dhokay pay diya hai dhoka
Kam se kam mout se aisi mujhe umeed nahi
Zindagi tu ne to dhokay pay diya hai dhoka
Lagi dhalnay hai phir se shaam saqi
Bana kar day zara ik jaam saqi
Pila woh jaam jo madhosh kar day
Miley dil ko bhi kuch aaraam saqi
Read More […]
Gulon mein rang bharay bad nu bahar chalay
Chalay bhi aao ke gulshan ka kaarobar chalay
Barray logon se milnay mein hamesha faasla rakhna
Jahan darya samandar se mila darya nahi rehta
Ham kya kahen ahbab kya kar-e numayan kar gaye
B.A kya nokar hoye pension mili aur mar gaye
Qarab acha hai magar itni bhi shidat se na mil
Ye no ho tujh ko mery rog puranay lag jayen
Baray taban baray roshan sitaray toot jatay hain
Sehar ki raah takna ta-sehar aasan nahi hota