Abhi To Sath Chalna Hai

Abhi To Sath Chalna Hai Smanadar Ki Masafat Main
Kinaray Par Dekhain Gey Kinara Kon Karta Hai
Read our latest collection of Samandar poetry from popular urdu poets. Our poetry collection is updated regularly.
Abhi To Sath Chalna Hai Smanadar Ki Masafat Main
Kinaray Par Dekhain Gey Kinara Kon Karta Hai
Ye Samandar Hi Ijazat Nahi Deta Warna
Main Ne Pani Pe Tere Naqsh Bna Dene Thay
Aankhon Mein Raha, Dil Mein Utar Kar Nahi Dekha
Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahi Dekha
Azal Se Be simat Justuju Ka Safar Hai Darpaish Panyon Ko
Kisy Khabar Kis Ko Dhondta Hai Meri Tarah Raygan Samandar
Kon Kehta Hai Ke Moat Ayi Tu Mar Jaon Ga
Mein Tu Darya Hon Samandar Mein Utar Jaon Ga
Dolat-e Dard Do Dunya Se Chupa Kar Rakhna
Aankh Mein Boond Na Ho Dil Mein Samandar Rakhna
Wo Keh Rahi Thi Sumandar Nahi Hain Aankhain Hain
Mai Un Mai Dob Gya Aetbar Karte Hoye
Submitted By: aleeha