Puri awaz se ik roz

Puri awaz se ik roz pukaron tuj ko
Aur phir meri zuban par tera tala lag jaye
Read our collection of Zafar Iqbal Poetry and ghazlas. Read, submit and share our great collection of shayari. We regularly update our poetry collection.
Zafar Iqbal is a popular Pakistani poet commonly known for his unique style of poetry.
Mein zayada hun bohat is ke liye ab tak bhi
Aur mere liye wo sare ka sara kam hai
Kab wo zahar ho ga aur heran kar de ga mujhe
Jitni bhi mushkil mein hun aasan kar de ga mujh
Ishq udasi ke pegham tu lata rehta hai din raat
Lekin ham ko khush rehne ki aadat bohat zayada hai
Ik Lehar Hai Ke Mujh Mein Uchalne Ko Hai Zafar
Ik Lafaz Hai Ke Muje Se Ada Hone Wala Hai
Jab Nazaray Thay Tu Aankhon Ko Nahi Thi Parwa
Ab Inhi Aankhon Ne Chaha Tu Nazaray Nahi Thay
Apni Marzi Se Bhi Ham Ne Kaam Kar Daale Hain Kuch
Lafz Ko Larwa Diya Hai Beshtar Ma’ane Ke Sath