246 poems · 41 poets
Mujh Se Bichar Kar Kahan Wo Badla Ho Ga Itna Bara Dhoka De Kar Khud Kahan Wo Sambhla Ho Ga
Aesa Nahi Ke Ham Ko Mohabat Nahi Mili Ham Jesi Chahte Thay Wo Qurbat Nahi MiliMilne Ko Tu Zindagi Mai Kai Hamsafar Mile Lekin Tabiaton Se Tabiat Nahi Mili
Gham-e Hayat Ka Jagra Mita Raha Hai Koi Chale Aao K Dunya Se Ja Raha Hai KoiAzl Se Keh Do K Ruk Jaye Do Ghari Suna Hai Aane K Waada Nibha Raha Hai Koi
Hajj Ka Safar Hai Is Mein Koi Sath Bhi To Ho Parda Nashen Se Apni Mulaqaat Bhi To HoKab Se Tehal Rahay Hain Garibaan Khol Kar Khaali Ghata Ko Kya Karen Barsaat Bhi To Ho
Pyas Wo Dil Ki Bujane Kabi Aya Bi Nahi Kesa Badal Hai Jis Ka koi Saya Bi NahiBe Rukhi Is Se Bari Aur Bhla Kia Ho Gi Ik Mudat Se Hmain Us Ne Staya Bi Nahi
Apne Ihsaas Se Cho Kar Muje Sandal Kar Do Main Ke Sadiyon Se Adhora Hon Mukamal Kar DoNa Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje Hosh Rahe Is Qadar Toot Ke Chaho Muje Pagal Kar Do
Yun Dhal Rahe Shaam Ke Saaye Hain Dho Ke Gaeso Kisi Ne Phelaaye HainNa Yaqeen Aaya Usay Na Hi Reham Aaya Kabhi Main So Baar Tarpa Lakh Aansu Bahaye Hain
Gosha-e-Dil main tum ho Osan-e-Fakar main tum hoMahwr-e-Guftgu main tum ho Markze-e-Yaad main tum ho
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hon Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hon Jo Kisi Ke Kaam Na Aa Skay Main Wo Aik Musht-e Ghubar HonMera Rang Rop Bigar Gya, Mera Yar Muj Se Bichar Gaya Jo Chaman Khazan Se Ujar Gaya, Main Usi Ki Fasal-e Bahar Hoon
Dil Lutaya Hai, Jaan Bhi Luta Dun Ga Hai Pyar Tujh Se Ik Din Dikha Dun GaAbhi Yaad Hain Tere Sitam Bhi Mgar Yaqeenan Ik Din Bhula Dun Ga
Ba Mohazzab Hai Zindagi Apni Diya Apna Hai Roshni ApaniSar Pe Topi Hai Haath Me Hai Qalam Kitni Dilkash Hai Sadgi ApniMazhab O Zat Ki Nahi Hai Khabar Kitni Pakeezah Dosti ApniJhooth Aaye Kabhi Zaban Pe Na Qaem Rakhni Hai Bartari Apni
Aa Ke Lehd Pe Meri Kabi Dua Karna Jo Reh Gaye Wo Wa'ade Bhi Nibah KarnaYe Mana Ke Tu Bhi Dil Se Hai Mera Koi Hai Majbori Ye Jafa Karna
Kaam Ab Koi Nah Aeye Ga Bas Ik Dil Ke Siwa Rastay Band Hain Sab Koocha Qaatil Ke SiwaBaais Rashk Hai Tanha Roe Reh Ro Shoq Hum Safar Koi Nahi Dori Manzil Ke Siwa
Mera dil hua hai zakhmi kisi ki nigaah ka Aashiq ye hogya hai kisi ke nigaah kaSaqi sharab la ke chalun apne raah pe Rasta ye khojta hai kisi ki nigaah kaKasrat se wird karta hai bs naam apka Lab gaana ga raha hai kisi ki nigaah kaAabid ho tum ebadat men dil ko lagao yar Kyun khyal araha hai kisi ki nigaah ka
Sadaqaton kaa fasana bna liya humne Har ek pal ko zamana bna liya humneTamam umr asiran e qafas tha lekin Ghazab ke tumko deewana bna liya humneKhuli fiza pakad lungaa band ankhon se Samandaron me nishana bna liya humneTamam tar tere alqab jhut hi nikle Amir e shahr bahana bna liya humne
Kya Khoob Shaam Thi Jawan Woh Ro Raha Tha Galay Lag Ke Nadan WohNa Milay Tu Mar Jaon Ga Ye Kaha Us Ne Chor Kar Hmain Kar Gaya Heeran Woh
Be Faiz Rfaqat Mai Smar Kis Ke Liye Tha Jab Dhob Thi Qismat Tu Shjar Kis Ke Liye ThaPardes Mai Sona Tha Tu Chat Kis Liye Dali Bahar Hi Niklna Tha Tu Ghar Kis Ke Liye Tha
Gham Ki Barish Ne Tere Naqsh Ko Dhoya Nahi Tu Ne Muje Kho Dya Mai Ne Tuj Ko Khoya NahiNeend Ka Halka Gulabi Sa Khumar Aankhon Mai Tha Yun Lga Wo Shab Ko Dair Tak Soya Nahi
Apne Honton Par Sajana Chahta Hun Aa Tuje Mein Gungnana Chahta HunKoi Aansu Tere Daman Par Gir Kar Bond Ko Moti Bnana Chahta Hun
Siyasat Mafadaat Mein Kho Gayi Hai Hukoomat Najane Kahan So Gayi HaiAwaami Masail Inhen Tab Dikhe Hain Ke Jab Un Ki Muddat Khatam Ho Gayi Hai
Showing 160 of 246