Skip to content
SadPoetry
EN
Be Faiz Rfaqat Mai Smar Kis Ke Liye Tha — Parveen Shakir

Kis Ke Liye Tha – Parveen Shakir Ghazal

Parveen Shakir Ghazal 5 couplets
  1. Be Faiz Rfaqat Mai Smar Kis Ke Liye Tha Jab Dhob Thi Qismat Tu Shjar Kis Ke Liye Tha

  2. Pardes Mai Sona Tha Tu Chat Kis Liye Dali Bahar Hi Niklna Tha Tu Ghar Kis Ke Liye Tha

  3. Jis Khak Se Phota Hai Use Khak Ki Khushbu Pehchan Na Pya Tu Hunr Kis Ke Liye Tha

  4. Ae Madr-e Geti Teri Hairat Bi Bja Hai Teri Hi Kam Na Aya Tu Sir, Kis Ke Liye Tha

  5. Yun Sham Ki Dehshat Mai Sar-e Dasht Iradah Rukna Tha Tu Phir Sara Safar Kis Ke Liye Tha

Report a mistake

More by Parveen Shakir

All poems