The ghazal
Read it in Urdu script-
Gham-e Hayat Ka Jagra Mita Raha Hai Koi Chale Aao K Dunya Se Ja Raha Hai Koi
-
Azl Se Keh Do K Ruk Jaye Do Ghari Suna Hai Aane K Waada Nibha Raha Hai Koi
-
Wo Is Naz Se Bethe Hain Lash K Pass Jese Rothe Hoye K Mna Raha Hai Koi
-
Palat Kar Na Aa Jaye Phir Sans Nabzon Main Itne Haseen Hathon Se Myat Saja Raha Hai Koi
Submitted by Rana Shahbaz