The ghazal
Read it in Urdu script-
Aa Ke Lehd Pe Meri Kabi Dua Karna Jo Reh Gaye Wo Wa'ade Bhi Nibah Karna
-
Ye Mana Ke Tu Bhi Dil Se Hai Mera Koi Hai Majbori Ye Jafa Karna
-
Jo Hain Dard Jo Likha Teri Yaad Mein Dil Ki Awaaz Meri Dil Se Parha Karna
-
Tum Ho Gul-e Mehboob-e Chaman, Hai Ik Khak Aamir Sath Rahne Ki Rasm-e Dunya Tu Ada Karna
Submitted by Aamir Imtiaz Aamir


