The ghazal
Read it in Urdu script-
Dil Lutaya Hai, Jaan Bhi Luta Dun Ga Hai Pyar Tujh Se Ik Din Dikha Dun Ga
-
Abhi Yaad Hain Tere Sitam Bhi Mgar Yaqeenan Ik Din Bhula Dun Ga
-
Jo Chaho Tum Tu Wa'ada Hai Mera Wafa Karna Bhi Tum Ko Sikha Dun Ga
-
Jo Ho Koi Umeed Tere Aane Ki Palkain Bicha Tere Raste Saja Dun Ga
-
Kabhi Kabhi Karta Hai Shikyat Teri Aamir Kisi Din Dil Apna Main Jala Dun Ga
Submitted by Aamir Imtiaz Aamir


