Chup Chaap Baithy Rehtay Hain
Chup Chaap Baithy Rehtay Hain Kuch Boltay Nahi
Bachay Biggar Gaye Hain Bohat Dekh Bhaal Se
Read our large collection of Adil Mansuri poetry, ghazals and nazams. He is a well know Urdu poet popular in both India & Pakistan for his modern and socio-political poetry collection “Hashr ki Subah Darakhshan Ho”.
Chup Chaap Baithy Rehtay Hain Kuch Boltay Nahi
Bachay Biggar Gaye Hain Bohat Dekh Bhaal Se
Hajj Ka Safar Hai Is Mein Koi Sath Bhi To Ho
Parda Nashen Se Apni Mulaqaat Bhi To Ho
Kab Se Tehal Rahay Hain Garibaan Khol Kar
Khaali Ghata Ko Kya Karen Barsaat Bhi To Ho
Read More […]
Kyun Chaltay Chaltay Ruk Gaye Weraan Raasto
Tanha Hon Aaj Mein Zara Ghar Tak To Sath Do
Mujhe Pasand Nahi Aesay Karobar Mein Hun
Ye Jabar Hai Ke Mein Khud Apne Ikhtiar Mein Hun
Hadod Waqt Se Bahir Ajab Hisaar Mein Hun
Main Ik Lamha Hun Sadyon Ke Intezaar Mein Hun
Darwaza Khatkhta Ke Sitare Chalay Gye
Khawabon Ki Shaal Aorh Ke Main Aonghta Raha