The ghazal
Read it in Urdu script-
Hajj Ka Safar Hai Is Mein Koi Sath Bhi To Ho Parda Nashen Se Apni Mulaqaat Bhi To Ho
-
Kab Se Tehal Rahay Hain Garibaan Khol Kar Khaali Ghata Ko Kya Karen Barsaat Bhi To Ho
-
Din Hai Ke Dhal Nahi Raha Is Raig Zaar Mein Manzil Bhallay Nah Aeye Kahin Raat Bhi To Ho
-
Majmoa Chapnay To Chalay Ho Miyan Magar Ashaar Mein Tumahray Koi Baat Bhi To Ho


