The ghazal
Read it in Urdu script-
Apne Honton Par Sajana Chahta Hun Aa Tuje Mein Gungnana Chahta Hun
-
Koi Aansu Tere Daman Par Gir Kar Bond Ko Moti Bnana Chahta Hun
-
Thak Gya Mein Karte Karte Yaad Tuj Ko Ab Tuje Mein Yaad Ana Chahta Hun
-
Cha Raha Hai Sari Basti Mein Andhera Roshni Ho Ghar Bnana Chahta Hun
-
Aakhri Hitcki Tere Zanao Pe Aye Mot Bi Mein Shayrana Chahta Hun



