Skip to content
SadPoetry
EN
Gosha-e-Dil main tum ho

Tum Ho

Ghazal 5 couplets
  1. Gosha-e-Dil main tum ho Osan-e-Fakar main tum ho

  2. Mahwr-e-Guftgu main tum ho Markze-e-Yaad main tum ho

  3. Meri zeest tum ho Meri danist tum ho

  4. Mera Taswar-e-Shab tum ho Mera Ujala-e-Haqiqat tum ho

  5. Har Hasar main tum ho Magar Nabeel Haar-e-Dastras Main tum nhi ho....!!!

Submitted by Nabeel Ahmad

Report a mistake

More Urdu Ghazal

See all