The ghazal
Read it in Urdu script-
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hon Na Kisi Ke Dil Ka Qarar Hon Jo Kisi Ke Kaam Na Aa Skay Main Wo Aik Musht-e Ghubar Hon
-
Mera Rang Rop Bigar Gya, Mera Yar Muj Se Bichar Gaya Jo Chaman Khazan Se Ujar Gaya, Main Usi Ki Fasal-e Bahar Hoon
-
Na To Main Kisi Ka Habib Hon,Jo Jur Gya Wo Dyar Hoon Pye Fatih Koi Aye Kun, Koi Char Phol Charhaye Kun
-
Koi Aa Ke Shama Jalaye Kun Main Wo Be Kasi Ka Mazar Hoon Main Nahin Hoon Nagma-e Janfran, Muje Sun Ke Koi Kare Ga Kiya
-
Main Baray Brog Ki Hoon Sada Main Bare Dukhi Ki Pukaar Hoon