The ghazal
Read it in Urdu script-
Ye Meri Umar Mere Maho Sal De Us Ko Mere Khuda Mere Dukh Se Nikal De Us Ko
-
Wo Chup Khra Hai Kai Din Se Teri Khatar Tu Kwar Khol De Anz-e Sawal De Us Ko
-
Azab Bad Nazri Ka Jisay Shaor Na Ho Ye Meri Aankhein Mere Khado-Khal De Us Ko
-
Ye Dekhna Shab Hijran Keh Kis Ki Dastak Hai Wisal Rut Hai Agar Wo Tu Tal De Us Ko
-
Wo Jis Ka Harf Dua ROshni Hai Mere Liye Mai Buj Bi Jaon Tu Mola Ujal De Us Ko



